Dosti Shayari and Friendship Shayari For Friends

Dosti shayari in Hindi and English to celebrate friendship. Friendship is one of the relation which ought not to change with the times. Dosts (friends) are the pillars of our lives, and stand with us in good and bad times. The love, care and support showered, acts as a motivation and helps us to fulfil our dreams, and help to get over breakup and failures. Friends are the extended family, as the saying goes “Friends are the families we choose for ourselves”. And it’s crucial to have good friends as they remain with us till the end of our lives.

Best friends play significant role in our lives, they are the next best thing after family. Often, we share our experiences and thoughts with them, that can’t be explicitly expressed with family. As with every relation, friendship needs to be nurtured with love and care. Therefore, here are the 116 best dosti shayari in Hindi and English, and status to appreciate your dosts. And share these beautiful friendship shayari and quotes to express your feelings and love via sms, status or in person.

Dosti Shayari

Peete the jiske saath mein, wo saaqi (friend) haseen tha
Aadat laga ke zaalim be maikhana badal liya

Doob kar teri neeli aankhon mein, gark humne to zindagi karli
Ek faqt teri dosti ke liye, saari duniya se dushmani karli

Ek zara si baat par, muddat ke yaaraane gaye
Chalo accha huwa kuch log pehchaane gaye

Dil se khayal-e-dost, bhulaaya na jayegaa
Seene mein daagh hai ke mitaaya na jaayega

Agar hoti tum se dosti ek had tak to, chod dete
Par humari tum se dosti ka hisaab thodi hai

Har dost ko apne raaz na batao
Doston ke bhi dost hote hain

Kuch meethi si thandak hai, aaj in hawaon mein
Shayad doston ki yaadon ka kamra, khula reh gaya hai

कूछ मीठी सी ठंडक है आज इन हवाओं में
शायद दोस्तों की कायादों ka कमरा खुला रह गया है

Mohabbat mein, dikhawe ki dosti na mila
Agar gale nahi milta to haath bhi na mila

मोहब्बत में दिखावे की दोस्ती ना मिला
अगर गले नही मिलता तो हाथ भि ना मिला

Mil bhi jaate hain, to katra ke nikal jaate hain
Hai mausam ki tarah, dost badal jaate hain

मिल भी जाते हैं तो कतराके निकल जाते हैं
है मौसम की तरह दोस्त बदल जाते हैं

Dosti jab kisi se ki jaye
Dushmano ki bhi rai li jaye

दोस्ती जब किसी से कि जाए
दशमनो की भी राई लि जाए

Kamzoriyan mat khoj mujh mein mere dost
Ek tu bhi shaamil hai, mere kamzoriyan mein

×

Like us on Facebook